Father Quotes in Urdu
Here is a Collection Of ‘Father quotes in Urdu” in text for daughter, Son, and mother. If they are sad and missing him on the day of his death. If you want to get more quotes then click on Father Death Quotes. Be happy and don’t get late to share directly with your friends and family which will encourage our spirits. If you want to get more Urdu Quotes Visit Our Website urduqoutes.com where we have shared and designed Images on more topics about Urdu Quotes.
Here we are sharing Quotes like Motivational Quotes, Brainy Quotes, Beautiful Quotes, Inspirational Quotes, Success Quotes, Sufi Quotes, Wise Quotes, and more “Daily Quotes” that you can send to your lovely person Like Welcome Quotes, Good Morning Quotes, Good Afternoon Quotes, Good Evening Quotes, Good Night Quotes. Friends you can also find here “Life Quotes” which are designed for your emotions Like Love Quotes in Urdu, Breakup Quotes, Emotional Quotes, Forgiveness Quotes, Happiness Quotes, Heart Touching Quotes, Lonely Quotes, Miss You Quotes, Romantic Quotes, and Sad Quotes.
Viewers we have also shared some “Islamic Quotes” in Urdu for your different Occasions like Jumma Mubarak Quotes, ‘Eid–Milad–Un–Nabi Quotes, Eid-Ul-Adha-Quotes, Eid-Ul-Fitr Quotes. Friends how we can Forget Your Family and Relatives so that’s why we have also covered the topic “Relationship Quotes” in which you can find Mother Quotes, Brother Quotes, Sister Quotes, Husband Wife Quotes, and Sister Brother Quotes. Hopefully, you will be happy after seeing these are all Quotes in Urdu.
Father Quotes in Urdu images
میرے پیارے بابا جان
کتنا کچھ کرتے ہو تم ہمارے لیے
Mere pyare Baba jaan Kitna kuch karte ho tum hamaare liye”
Father Quotes in Urdu About Day
میری زندگی کا قصّہ تمام آپ ہو ابّو
میری زندگی کا دوسرا نام آپ ہو ابّو
Meri zindagi ka qissa tamaam aap ho Abbu Meri zindagi ka doosra naam aap ho Abbu”
بیاں نہ ہوگا یہ افسانہ، میرے الفاظ ختم ہوجائینگے
میرے الفاظ، میرے جزبات، میری آواز بھی آپ ہو ابّو
“Bayan na hoga yeh afsana, mere alfaaz khatm ho jayenge Mere alfaaz, mere jazbaat, meri aawaz bhi aap ho Abbu”
آپ سے ہے زندگی میری، آپ سے جڑا ہرپل ہے
آپ ہی ہو راہ میری، میری منزل بھی آپ ہو ابّو
Aap se hai zindagi meri, aap se jura har pal hai Aap hi ho raah meri, meri manzil bhi aap ho Abbu”
باپ کا ہاتھ پکڑنا سیکھو عمر بھر
کسی کے پاؤں پڑنے کی نوبت نہیں آۓ گی
Baap ka hath pakarna sikho umar bhar
Kisi kay Pao parny ki nobat nahi ay gi
Father Quotes in Urdu for Daughter Love
باپ اور بیٹی میں ایک چیز مشترکہ ہوتی ہے
دونوں کو اپنی گڑیاسے بہت پیار ہوتاہے
“Baap aur beti mein ek cheez mushtarak hoti hai
Dono ko apni gudiya se bohot pyaar hota hai”
وہ جو گڑیا ہے نہ اپنے بابا کی
لوگوں نے اس کو کھلونا بنا رکھا ہے
کہ وہ گڑیا تھی اپنے بابا کی مگر افسوس کسی نامحرم کی محبت میں گرفتار ہوکر رکھیل بن گئی
Woh jo gudiya hai nah apne baba ki,
Logon ne usko khilona bana rakha hai,
Ke woh gudiya thi apne baba ki magar afsos kisi naamahram ki mohabbat mein giraftar hokar rakheel ban gayi.
لکھتے لکھتے ہی قلم سوکھ گیا
میرے باپ کی بھی تعریفوں کا جواب نہیں
کہ اک باپ ہی دنیا کا وہ واحد شخص ہے جسے تمہاری تکلیف میں بھی حقیقتا درد ہوا کرتا ہے
Likhate likhate hi qalam sookh gaya,
Mere baap ki bhi tareefon ka jawab nahi,
Ke ek baap hi duniya ka woh wāhid shakhs hai jise tumhari takleef mein bhi haqiqatan dard hota hai.
بیٹی باپ کی آنکھوں میں چھپے خواب کو پہچانتی ہے
اور کوئی دوسرا اس خواب کو پڑھ لے تو برا مانتی ہے
“Beti baap ki aankhon mein chhupay khwaab ko pehchanti hai
Aur koi doosra us khwaab ko parh le to bura maanti hai”
باپ کے کندھے پر چڑھ کر
جیسی نظر آتی تھی ویسی نہیں ہے دنیا
کہ کیا ہی دلکش وہ بچپن کے دن ہوا کرتے تھے جب بابا جانی میرے ساتھ ہوا کرتے تھے
Baap ke kandhe par chadh kar,
Jaisi nazar aati thi waisi nahi hai duniya,
Ke kya hi dilkash woh bachpan ke din hotay thay jab baba jaani mere saath hotay thay.
دن بھر دھوپ میں جھلسنے کےلیے
خود کو ہر روز تھکانے کےلیے
میرے پیارے باباجان
تم کتنا کچھ کرتے ہو ہمارے لیے
Din bhar dhoop mein jhulsnay ke liye Khud ko har roz thaknay ke liye Mere pyare Baba jaan Tum kitna kuch karte ho hamaare liye”
ممکن ہوتا اگر کسی کو عمرلگانا
تو میں اپنی ہرسانس اپنے بابا کے نام لکھتا
کہ اک پل مہلت مل جاتی اپنی جان کسی کو دینے کی تو وللہ کچھ دیر نہ لگاتے ہم اپنی جان بابا کو دینے میں
Mumkin hota agar kisi ko umar lagaana,
Toh main apni har sans apne baba ke naam likhta,
Ke ek pal mohlat mil jaati apni jaan kisi ko dene ki, toh wallah kuchh der nah lagate hum apni jaan baba ko dene mein.
دس کو پالے ہے باپ تنہا ہی
دس سے کیوں باپ پل نہیں سکتا
Das ko paale hain baap tanha hi
Das se kyun baap pal nahi sakta”
باپ کی دعا اولاد کیلۓ ایسی ہے
جیسے نبیﷺ کی دعا امت کیلۓ
کہ خدارا قدر کرنا سیکھو اپنے باپ کی کہ باپ وہ ہستی ہے جس کے وجو د میں تمہاری جنت کی کنجی ہے
Baap ki dua olad keliye aisi hay
Jesy Nabi ki dua umat keliye
Kay khudara kadar karna sikho apny baap ki kay baap wo hasti hay jis kay wajud may tumhari janat ki kunji hay
آج تم بہت تھک گۓ ہو
مگر ہماری اک نئ فرمائش پر
Aaj tum bohot thak gaye ho Magar hamaari ek nayi farmayish par”
Father Quotes in Urdu About His Work
آج تم بہت تھک گۓ ہو
مگر ہماری اک نئ فرمائش پر
Aaj tum bohot thak gaye ho Magar hamaari ek nayi farmayish par”
مجھ کو چھاوں میں رکھا اور خود جلتا رہا دھوپ میں
میں نے دیکھا اِک فرِشتہ باپ کے روپ میں
“Mujh ko chhaon mein rakha aur khud jalta raha dhoop mein
Main ne dekha ek farishta baba ke roop mein”
تم پھر سے اک نئے جوش کے ساتھ
اک نئ جستجو میں لگ جاتے ہو
Tum phir se ek naye josh ke saath Ek nayi justuju mein lag jaate ho”
Father Quotes in Urdu For Son
آپ سے جڑی دھڑکن، آپ سے ہی بنتا خوابوں کا گھر ہے
سلطان ہوں میں، مگر میری زندگی کے سلطان آپ ہو ابّو
“Aap se judi dhadkan, aap se hi banta khwabon ka ghar hai Sultan hoon main, magar meri zindagi ke sultan aap ho Abbu”
اس دنیا میں آپ کا باپ وہ واحد شخص ہے
جو چاہتا ہے کہ آپ اس سے بھی زیادہ کامیاب بنو
کہ دنیا کی ہر شے تمہیں کامیابی سے روکے گی اور پھر اک باپ ہی ہوگا جو ناکامی میں بھی تمہارے ساتھ ہوگا
Is duniya mein aap ka baap woh wāhid shakhs hai
Jo chāhtā hai ke aap us se bhi zyāda kām’yāb bano
Ke duniyā kī har shay tumhein kām’yābī se roke gi aur phir ek baap hī hogā jo nākāmī mein bhi tumhāre sāth hogā
Best Father Quotes in Urdu
اے قلم رک جا —————ادب کا مقام ہے
تیری نوک کے نیچے میرے ماں باپ کا نام ہے
“Aye qalam ruk ja, adab ka maqam hai
Teri nook ke neeche mere maan baap ka naam hai”
چار پیسے کماتا ہے، باپ تب مسکراتا ہے
پھل محنت کا پاتا ہے، باپ تب مسکراتا ہے
“Chaare paise kamata hai, baap tab muskurata hai
Phal mehnat ka paata hai, baap tab muskurata hai”
ممکن ہوتا اگر کسی کو عمرلگانا
تو میں اپنی ہرسانس اپنے بابا کے نام لکھتا
Mumkin hota agar kisi ko umr lagaana
To mein apni har sans apne baba ke naam likhta”
میں نہیں جانتا بادشاہ کیسا ہوتا ہے
میرے خیال میں میرے باپ جیسا ہوتا ہے
“Main nahi jaanta badshah kaisa hota hai
Mere khayal mein mere baap jaisa hota hai”
پسینہ میں شرابوروجودلیے
کڑی دھوپ میں دربدر پھرتے ہوے
Paseena mein sharaab urduvodilay Kadhi dhoop mein darbadar phirte huye”
باپ اولاد کیلۓ ڈھال ہے
جو کبھی اپنی اولاد سے غافل نہیں ہوتا
کہ اک باپ ہی وہ ہستی ہے جو کبھی اپنی اولاد سے بیزار نہیں ہوتا
Baap aulaad ke liye dhaal hai,
Jo kabhi apni aulaad se ghafil nahin hota,
Ke ek baap hi woh hasti hai jo kabhi apni aulaad se bezar nahin hota.
Father Quotes in Urdu On Death Day
ماں باپ کا کوئی دن نہیں ہوتا
بلکہ ماں باپ سے ہی تو ہر دن ہوتا ہے
“Maa baap ka koi din nahi hota,
Balkay maa baap se hi to har din hota hai.”
بہت بے چین رہتا ہوں تمھیں یاد کرتا ہوں
کاش کے لوٹ آؤ بابا میں تم سے پیار کرتا ہوں
“Bohot bechain rehta hoon, tumhein yaad karta hoon
Kaash ke laut aao baba, mein tum se pyaar karta hoon”
درد کبھی نہ دینا اس خالق تصویر کو
سارا زمانہ کہتا ہے باپ جس کو
کہ سنبھال رکھنا یہ بوڑھی جان گھر میں کہ اس کے جانے سے یہ گھر ویران ہوجانا ہے
Dard kabhi na dena is khaliq tasveer ko,
Sara zamana kehta hai baap jis ko,
Ke sambhal rakhna yeh boori jaan ghar mein, ke is ke jaane se yeh ghar weraan ho jaana hai.
Father Quotes in Urdu with our Mother
میرے بغیر تھے سب خواب اسکے ویراں سے
یہ بات سچ ہے میرا باپ کم نہ تھا ماں سے
“Mere baghair thay sab khwab uske veeran se
Yeh baat sach hai, mera baap kam nah tha maan se”
عزیز تر وہ مجھے رکھتا تھا رگ جاں سے
یہ بات سچ ہے مرا باپ کم نہ تھا ماں سے
Azeem tar woh mujhe rakhta tha rag-e-jaan se Yeh baat sach hai, mera baap kam nah tha maan se
جڑی تھی اس کی ہر اک ہاں فقط مری ماں سے
یہ بات سچ ہے مرا باپ کم نہ تھا ماں سے
“Judi thi uski har ek haan faqat meri maan se Yeh baat sach hai, mera baap kam nah tha maan se”
Father Quotes in Urdu With Roman Urdu Text
باپ زینہ ہے جو لے جاتا ہے اونچائی تک
ماں دعا ہے جو صدا سایہ فکن رہتی ہے
کہ سایہ والدین میں جب تک رہا خوشحال رہا کہ جوں ہی وہ بچھڑے تو بربادی مجھ سے آلپٹی
Baap zinda hai jo le jaata hai unchaai tak,
Maa dua hai jo sada saaya fekan rehti hai,
Ke saaya walidain mein jab tak raha khushhaal raha, ke jaise hi woh bichhre to barbaadi mujh se aalti.
مجھے زمین کے طولِ عرض سے کیا لینا
میری دنیا تو فقط باپ کے ساۓ جتنی
کہ کچھ نہیں چاہیے سوا تمہارے بابا کے بس یونہی مجھ پر سایہ شکن کا رکھنا اپنا
Mujhe zameen ke tole-e-arz se kya lena,
Meri duniya toh sirf baap ke saya jitni,
Ke kuchh nahi chahiye siva tumhare baba ke, bas yunhi mujh par saya shekhan ka rakhna apna.
Father Quotes in Urdu Text
یہ جو شہزادی لینے آتے ہیں نہ
کیسے سمجھیں گے بادشاہ کا دکھ
کہ اک پل میں آکر وہ شہزادی لے گۓ جسے بڑا کرنے میں بادشاہ کی ایک عمر گزری تھی
Yeh jo shehzadi lene aate hain nah,
Kaise samjhein ge badshah ka dukh,
Ke ek pal mein aakar woh shehzadi le gaye jise bada karne mein badshah ki ek umr guzri thi.
Father Quotes in Urdu After His Death
تصور میں میرے ابو کا چہرا اب بھی مسکراتا ہے
ان کو مرحوم کہتے ہوۓ میرا دل ڈوب جاتا ہے
کہ میری زندگی کا سب سے بھیانک دن تھا وہ کہ جب میں اپنے بابا کو خود سے جدا کر آیا
Tasawwur mein mere abu ka chehra ab bhi muskurata hai,
Unko marhoom kehte hue mera dil doob jata hai,
Ke meri zindagi ka sab se bhayanak din tha woh ke jab mein apne baba ko khud se juda kar aya.
تیرے غصے بھرے لہجے کو ترستا ہوں بہت
اپنے راجہ کو کچھ تو سناؤ بابا
کہ وہ آواز مجھ سے بچھڑ چکی ہاۓ جسے سن کر میں ذندہ رہا کرتا تھا
Tere ghuse bhare lehje ko tarasta hoon bohot,
Apne raajah ko kuch to sunao baba,
Ke woh awaaz mujh se bichar chuki hai jise sun kar mein zinda raha karta tha.
گھر کی اس بار مکمل تلاشی لوں گا
غم چھپا کر میرے بابا کہا رکھتے تھے
کہ ان کے ہونے سے کبھی تکلیف نہ آئی مجھ کو کہ ان کے جاتے ہی تکلیفوں نے آگھیرا مجھ کو
Ghar ki is baar mukammal talashi loonga,
Gham chhupa kar mere baba kaha rakhte thay,
Ke unke hone se kabhi takleef na aayi mujhko ke unke jaate hi takleefon ne aagheera mujhko.
یہ اذیت ہے اور مسلسل ہے بابا
آپ کو دیکھ نہیں پاتے، سن نہیں پاتے
کہ بابا مجھے ہر شام پاس بٹھا کر ہنسایا کرتے تھے کہ اب تو برسوں سے یہ ہنسی کہیں گم ہوچکی
Yeh azeyat hai aur musalsal hai baba,
Aap ko dekh nahi paate, sun nahi paate,
Ke baba mujhe har shaam paas bitha kar hansaya karte thay ke ab to barson se yeh hansi kahin gum hochuki.
مجھ سے مانگو مثال حادثوں کی
میں نے اپنے بابا کو جاتے دیکھا ہے
کہ سب سے اذیت ناک لمحہ تھا وہ کہ جب میرے بابا میرے ہی ہاتھوں میں دنیا سے رخصت ہوۓ
Mujh se mango misaal haadison ki,
Maine apne baba ko jaate dekha hai,
Ke sab se azeyat naak lamha tha woh ke jab mere baba mere hi haathon mein duniya se rukhsat hue.
Ke baba mujhe har shaam paas bitha kar hansaya karte thay ke ab to barson se yeh hansi kahin gum hochuki.