Success Quotes in Urdu
UrduQoutes Provide reality about life with Success Quotes in Urdu and English with best images. Also, we have Islamic, Sad, Attitude, Deep, life, and Sufi Quotes. If you want to get more Urdu Quotes Visit Our Website urduqoutes.com where we have shared and designed Images on more topics about Urdu Quotes. Here we are sharing Quotes like Brainy Quotes, Beautiful Quotes, Inspirational Quotes, Motivational Quotes, Sufi Quotes, Wise Quotes, and more “Daily Quotes” that you can send to your lovely person Like Welcome Quotes, Good Morning Quotes, Good Afternoon Quotes, Good Evening Quotes, Good Night Quotes.
Friends you can also find here “Life Quotes” which are designed for your emotions Like Breakup Quotes, Emotional Quotes, Forgiveness Quotes, Happiness Quotes, Heart Touching Quotes, Lonely Quotes, Miss You Quotes, Romantic Quotes, and Sad Quotes. Viewers we have also shared some “Islamic Quotes” in Urdu for your different Occasions like Jumma Mubarak Quotes, ‘Eid–Milad–Un–Nabi Quotes, Eid-Ul-Adha-Quotes, Eid-Ul-Fitr Quotes.
Friends how we can Forget Your Family and Relatives so that’s why we have also covered the topic “Relationship Quotes” in which you can find Father Quotes, Mother Quotes, Brother Quotes, Sister Quotes, Husband Wife Quotes, Sister Brother Quotes. Hopefully, you will be happy after seeing these are all Quotes in Urdu. Here You Can Download Motivational Quotes in Urdu images and Text.
Success Quotes in Urdu With Images
ہر کسی کو ہر بات کا جواب دینا ضروری نہیں
آپ ہر کسی کو خوش نہیں کر سکتے، اس لیے
کسی کو انکار کرنے سے نہ گھبرائیں
“Har kisi ko har baat ka jawab dena zaroori nahi
Aap har kisi ko khush nahi kar sakte, is liye
Kisi ko inkaar karne se na ghabrayein
انصاف کے بغیر کوئی معاشرہ
ترقی نہیں کر سکتا
Insaaf ke baghair koi muashra
Taraqqi nahi kar sakta
Motivational Quotes for Success in Urdu
ایک عقلمند انسان کم عقل کے
ساتھ بحث نہیں کرتا
Ek aqalmand insaan kam aqal ke
Saath behas nahi karta
خوف بے یقینی سے آتا ہے ہم اپنے اندر
کے خوف کو اس وقت ختم کر سکتے ہیں
جب ہم خود کو بہتر طور پر جان سکیں
Khauf be yaqeeni se aata hai hum apne andar
Ke khauf ko is waqt khatam kar sakte hain
Jab hum khud ko behtar tor par jaan sakein
عروج ملنے پر انسان خدا نہ بن جائے
اسی لیے خدا نے زوال رکھا ہے
Urooj milne par insaan Khuda nah ban jaaye
Isi liye Khuda ne zawaal rakha hai
Quotes in Urdu About Success
اپنےدماغ پر حکمرانی کرو ورنہ یہ تم پر
حکومت کرے گا
Apne dimagh par hukmarani karo warna yeh tum par
Hukumat karega
کمزور لوگوں کی فطرت ہوتی ہےدھوکہ
Kamzor logon ki fitrat hoti hai dhoka
Life Success Quotes in Urdu
مشکل
اتنا نقصان نہیں پہنچاتی جتنا
اس کے بارے سوچنا نقصان دہ ہوتا ہے
Mushkil
Itna nuksan nahi pohanchati jitna
Is ke baare sochna nuksan deh hota hai
اس راستے پر چلو
جو صحیح سمجھتے ہو چاہے تمہیں اکیلے
ہی کیوں نہ چلنا پڑے
Is raastay par chalo
Jo sahih samajhte ho chahein tumhein akele
Hi kyun na chalna pare
Success Quotes in Urdu English
انسان آخری لمحے تک اپنے آپ کو یقین دلاتا رہتا ہے کہ
موت دوسروں کو ہی آتی ہے، مجھے شاید نہ آئے
Insaan aakhri lamhe tak apne aap ko yaqeen dilata rehta hai ke
Maut dosron ko hi aati hai, mujhe shayad nah aaye
ہم ضرورت پڑنے پر ضروت مند بن جاتے ہیں اور ضرورتختم ہونے پر غیرت مند، مگر احسان مند کبھی نہیں بنتے
Hum zaroorat parne par zarooratmand ban jaate hain aur zaroorat khatam hone par ghairatmand, magar ehsanmand kabhi nahin bante
آپ فطرت کے مطابق زندگی گزاریں گے تو کبھی
غریب نہیں ہون گے لیکن اگر دنیا کے اصولوں کے
مطابق گزاریں گے تو آپ کبھی امیر نہیں ہو سکتے
Aap fitrat ke mutabiq zindagi guzarein ge to kabhi
Ghareeb nahin honge lekin agar duniya ke asoolon ke
Mutabiq guzarein ge to aap kabhi ameer nahin ho sakte
پاکیزہ دل سکون سے
بھرا ہوتا ہے
Pakiza dil sukoon se
Bhara hota hai
کوئی بھی اس وقت تک خوش نہیں ہو
سکتا جب تک وہ اپنی عزت نہ کرے
Koi bhi is waqt tak khush nahin ho
Sakta jab tak woh apni izzat nah kare
خوشی کے بغیر زندگی گزاری جا سکتی ہے
لیکن عزت کے بغیر نہیں گزاری جا سکتی
انسان کی عزت سب سے قیمتی ہے
Khushi ke baghair zindagi guzari ja sakti hai
Lekin izzat ke baghair nahin guzari ja sakti
Insaan ki izzat sab se qeemti hai
رحمدلی ایک ایسی خوبی ہے جو حکمت
اور دانائی کو پیچھے چھوڑ سکتی ہے
Rahamdili ek aisi khobi hai jo hikmat
Aur danai ko peechay chhod sakti hai
اپنی غلطی پر شرمندہ ہونا
سمجھدار لوگوں کا کام ہے
Apni ghalti par sharminda hona samajhdar logon ka kaam hai
چیزوں کی اہمیت نہیں ہوتی. وہ کبھی نہ کبھی مل جاتی ہیں.
صرف انسان ہیں جن کا نعمل البدل نہیں ہوتا. وہ نہیں ملتے
Cheezon ki ahmiyat nahin hoti. Woh kabhi nah kabhi mil jati hain.
Sirf insaan hain jin ka amal albatta nah hota. Woh nahin milte
جو کچھ تم کرتے ہو، اللہ اس سے پوری طرح با خبر ہے
Jo tum kerte ho ALLAH is se ouri tarhaa bakabher hai
جس کو کہہ دو کہ وہ ضروری ہے
وہی دامن چھڑانے لگتا ہے
Jis ko keh do ke woh zaroori hai
Wahi daaman chhurane lagta hai
لکھ کے اس کا نام دل کے ورق پر اپنی ہستی کو مٹا کر رو پڑے
Likh ke us ka naam dil ke warq par apni hasti ko mita kar ro pare”